GuidePedia

0

Blog Post Ko 2 Min Me Google Search Me Kaise Laye 

Blog Post Ko Jaldi Search Me Kaise Laye or Blog Post Ko 2 Min Me Google Search Me Kaise Laye. ye article new blogger ke liye hai jinki Post 3-4 Din Tak Bhi Search Engine me nahi aa pati. Bloggers search engines par research karate hai Post Ko Indexed Karke jaldi Google Search Engine Me Kaise Laye kyun ki Professioanl bloggers ki new post kuch hi minito me search engine me aaj jati hai. New Post/Article Ko 1 Minit Me Google Search Me Kaise Laye ye janana bahot jaruri hai. Kyun ki newbies traffic badhane ke liye new post likhane par jyada focus karate hai. Aise me sawal ye hai ki professional bloggers ki post search me ati hai aur hamari kyu nahi.  Is bat se pareshan hokar user research karate hai Google Search Me Post Ko Jaldi Index Kaise Kare.

Blog Post Ko Jaldi Search Me Kaise Laye

Contents -


Blog Post Ko Jaldi Search Me Kaise Laye - Easy Tricks

Newbies ko batana chahunga professionals janate hai Post Ko Indexed Karke jaldi Google Search Engine Me Kaise Laye. Muze bhi pata nahi tha Blog post ko 1 min me  search engine me kaise laye. Research karane par pata chala kuch tricks ka use karake ye sab hota hai. Ye tricks me apake sath share kara raha hu. To chaliye dosto shuru karate hai New Post ko Google Search Results Me Jaldi Show kaise kare.
Blog ki post ko jaldi search me lane ke liye aapko search engines ke guidelines ko samazana hoga aur search engine ke kuch rules hai jine apako follow karana hoga. Search engine ko samazana thodasa mushkil hai lekin impossible nahi. Search Engine Ko samzane ke liye SEO Kya Hai ? Post Optimization Kaise Karate Hai ? ye post dekhe.

Post Ko Indexed Karke jaldi Google Search Engine Me Kaise Laye

Dosto post ko jaldi index hone ke liye kuch basic rules apako bata raha hu. Ho sakata hai ki ye rules apako pahale se pata ho. Basic ko samaza ne bad Advance Technique bataunga.

1. SEO Friendly Post

Search engine optimized post search engine me jaldi show hoti hai. Google Search engine result page ya phir dusare kisi bhi search engine me jo post top rank kara lete hai wo sabhi Complete SEO Friendly Post likhate hai. SEO ke bareme detail me janane ke liye SEO Friendly Post Kaise Likhe ? ye article dekhe.

2. 1000 Words In Post

Professional bloggers ka manana hai ki apaki post me jyada shabd kone se search engine une first prority deta hai. But mera experience kehata hai ki Post me kitane jyada shabd ye chij mayane nahi rakhati hai. Searc engine ko is bat se koi fark nahi padata ki apake post me apane kitane word use kiye hai. Search engine is bat par jyada dhyan deta hai ki apaki post search engine guidelines ke according hai. Post likhane ke bareme janane ke liye Blog Post Kaise Likhe Top Rank Ke Liye ye post dekhe. 

  • Google Webmaster Tool Use Karane Ki 5 Golden Tricks Hindi Me



  • New Post/Article Ko 1 Minit Me Google Search Me Kaise Laye

    3. SEO Friendly Keywords

    Keywords Post ko seo friendly banane ke kam karate hai. Apaki post me agar High Quality ke Top Keywords ka use kiya hai to search engine me apaki post ko top rank milega. Post me keywords use karane se pahale keywords ke bareme research karana chahiye. Agar aap nahi janate hai ki keywords ko research kaise karate hai to Google Keyword Planner Tool Kya Hai Aur Keyword Research Kaise Kare ye post dekhe.
    Keyword Research karane ke bad keywords ka kaise use karna hai ye bhi malum hona chahiye. Agar hum keywords ko sahi jagaha par use nahi karenge to in keywords ka koi fayada nahi hoga. Seach engine ki guidelines me keywords kaise use karate hai isake bareme bataya gaya hai. keywords kaise use karate hai ye janane ke liye SEO Friendly Keywords Kaise Or Kah Use Kare ye post dekhe.

    Google Search Me Post Ko Jaldi Index Kaise Kare

    4. Custom Perma Links

    Blog post ke default perma link ko change karake custom permalink rakhana chahiye. Default permalinks seo friendly nahi hota. Isliye Custom Permalinks ko seo friendly banana chahiye aur perma links me stop words ka use nahi karana chahiye.

    5. Submit Post In Google Fetch

    Google Webmaster Tool Jise Hum Google Search Console kehate hai, Is tool mi help se hum new post ko 2 min me search engine me la sakate hai. Google Search console Fetch Option ko use karake Hum google ko hamari post ko fast index karane ke liye permission dete hai. Google url crawl karata hai aur Index karata hai Jisase hamari New blog post 2 min me google search engine result page par show hoti hai. Is liye new post publish karane ke bad Fetch karana na bhule.
    Dosto In tricks ko use karake aap bhi new post ko 1 min me google search engine me la sakate hai. Ye article kaise laga comment karake bataiye. Is article ko social media, blog, website par share kare jisase newbies ki help ho sake.

    Post a Comment

     
    Top